Wednesday 12 September 2012

Bulhy Shah.... Charhde Sooraj Dhalde Wekhay


Charde suraj dhalde wekhay,,
bujhdy deway blday wekhay,,


heeray da koi mull na taray,,
khottay sikkay chalday waikhay,,,


jinna'n da na jag te koi,,
o v puttar palday waikhay,,,


odhi rehmat de nal banday,,
pani ottay chalday waikhay,,,

loki kehnday daal ni galdi,,
main te pathar galday waikhay.


MOHABBAT ne Inteha Kar Di...


Barry Sakoon Se Rukhsat To Kar Dia Us ko...

Phir Us K Ba'ad...

MOHABBAT ne Inteha Kar Di...

Akhri Harf Se Pehly he Qalam Tor dia...



Hum ko maloom tha anjaam-e-mohabbat...

Humne akhri harf se pehli hi qalam tor diya.....

aeY LarKi sunO Tumhari dilruba aanKhein


aeY LarKi sunO

Tumhari dilruba aanKhein

Jab sharam sY jhuKti hain

TumharY hontOn Ki hiddat sY

TumharY gaal Ki laali

MujhY sab Kuch batati hai

Tumhein Kitni mOhabbat hai

Tumhein Kis Ki zaroorat hai

Magar aiK ehsaas hota hai

RishtY KitnY bhi sachY hOn…

Jana hi muqaddar hai

Ghari bhAr Ki mulaqaatein

samjhO tO ghaneemat hY!!


Aadhi raat ke sapne shayad jhote thay


Aadhi raat ke sapne shayad jhote thay
Ya phir pehli baar sitare totey thay

Jis din sheher se bhaag ke sheher mein pohnchi thi
bhaag bhari ke bhaag usi din phoote thay

Mazhab ki bunyaad pe kya taqseem hui
Hamsayon ne hamsaye hi loote thay

Shokh nazar ki chutki ne nuqsaan kiya
Haathon se chaey ke bertan tote thay

Oorrh ke phirti thi jo naina saree raat
Us resham ki shaal pe yaad ke boote thay......


Ab k Baar Agar Woh Mila To Puchein Ge Uss Ki Ankhon Se...


Ab k Baar Agar Woh Mila To Puchein Ge Uss Ki Ankhon Se...

Kis kO Barbad kiya hai.....
Hamein Barbad Karny K Ba'ad...

Ab ke yoon dil ko saza di hum ne,




Ab ke yoon dil ko saza di hum ne,
uski har baat bhullaa di humne.

Ek-ek phool yaad aayaa,
shaakhn-e-gul jab woh jala di humne.

Aaj talk jis pe woh sharmaate rahe,
baat woh kab ki bhulla di humne.


Aaj phir yaad bahut aaya woh,
aaj phir usko duaa di humne.

Koi to baat hai unmein,

har khushi jis pe lutaa di humne

Raat Sari Guzarti Hai Inhi Hisaabon Mein…


Raat Sari Guzarti Hai 
Inhi Hisaabon Mein…

Mohabbat Thi…
Nahi Thi…?

Hai….
Nahi Hai…???

Shayeri Jhoot Sahi… Ishq Fasana he Sahi…


Shayeri Jhoot Sahi…
Ishq Fasana he Sahi…

Zinda Rehnay K Liye koi Bahana he Sahi…

Tujh Se Bichhrein Ge… To Mar Jayen Ge…!!


Tujh Se Bichhrein Ge…
To Mar Jayen Ge…!!

Haan kuch Aisey He thay…

Wa’aday Un k…!!

Teray Hotay Huey Ghairon ka Dilasa Dena…


Aur Bhi Dard Mein Karta hai Ezafa__

!!__Mohsin__!!

Teray Hotay Huey Ghairon ka Dilasa Dena…

Mitti Hassay… Mitti Rovay… Antt Mitti da Antt Mitti Hovay..


Vekh Fareeda Mitti Khulli….
Mitti Ottay Mitti Dhulli…

Mitti Hassay…
Mitti Rovay…
Antt Mitti da Antt Mitti Hovay..

Tasalli Rakh Aey DiL E Nadan…


Tasalli Rakh Aey DiL E Nadan…
Mat Ro…
Apni Tanhai pe…!!

Tera Tha he Kaun ??
Jo Tera Haal Poochhta…

Phir Kabhi Mohabbat na ho Saki…


Phir Kabhi Mohabbat na ho Saki…

Wo Bhi Aik tha…

Or 

Mera DiL bhi Aik…

Koi Khushbu mein Lagaoon Teri Khushbu Aaye…


Bas Gai Meray Ehsaas Mein yeh Kesi Mehak…

Koi Khushbu mein Lagaoon Teri Khushbu Aaye…

Hamein Uss Se Bichhar jana Bohat he Yaad aata hai…


Hawa Jab Zard Patt’on ko Juda  Shakhon se karti hai…

Hamein Uss Se Bichhar jana Bohat he Yaad aata hai…

Zindagi Be Libas Phirti hai…!!


Qeemati Chadrein Mazaro’n par…

Zindagi Be Libas Phirti hai…!!

Takleef to Zindagi bhi Bohat Deti hai…!!


Maut To Naam se Badnaam hai Warna…!!

Takleef to Zindagi bhi Bohat Deti hai…!!

Katt Gaye Raat k Lamhey Youn Shararata Karty Karty…!!


Us Ki Zulfein thein..
Lab o Rukhsar thay…
Or
Hath Meray Sagar…!!

Katt Gaye Raat k Lamhey Youn Shararata Karty Karty…!!

Aaj koi Naya Zakham nahi Diya us ne…


Aaj koi Naya Zakham nahi Diya us ne…

Pata Karo wo Theek to hai…??

Kar Kuch Mera Elaaj bhi Aey Hakeem E Mohabbat…


Kar Kuch Mera Elaaj bhi Aey Hakeem E Mohabbat…

Jis Raat Poora Chand ho…
Soya Nai Jata..

Mohabbat Or bhi Barh Jati hain Judaiyon se…


Mohabbat Or bhi Barh Jati hain Judaiyon se…

Tum Sirf Mery ho Ess Baat ka Khayal Rakhna…

Kya Hua Gar Wafa Shua’ar Nahi…


Kya Hua Gar Wafa Shua’ar Nahi…

“Faiz”

Zinda Rahein….
WO Hain to sahi…

Sarsari Zikar kia tha Ishq me Mar Jayen ge…


Sarsari Zikar kia tha Ishq me Mar Jayen ge…


Abb usay Zid hai k Tum Mar k Dikhao Mujhe…

Haaye ! Zaalim ne Zara sab hi Takaluf na Kia…


Haaye !

Zaalim ne Zara sab hi Takaluf na Kia…

Hum ne Chaahi jo Ijaazat to Ijaazat de di..

Us ki aur Meri Kahani Bas 2 Misron me hai…


Us ki aur Meri Kahani Bas 2 Misron me hai…

“MOHSIN”

Miley thay Aisey k Kabhi Bichhrein ge nahi…
Aur Aaj Bichhar Chukey hain…

Aisey aaj Bichhar Chukey hain…
Aisey Jaisey Kabhi Miley He Nahi…

Agar Chhorna Bhi Chaho to Mumkin Jawaz Rakhna…


Agar Chhorna Bhi Chaho to Mumkin Jawaz Rakhna…

Hum Be Wajah Sazayen bohat Kaat Chuakay Hain…

Hamesha se Hamesha tak Sath Tumhara Chahiye…


Din..
Mahinay…
Salon ka Hisaab Naahi Aata Mujhe…

Hamesha se Hamesha tak Sath Tumhara Chahiye…

Guzar Rahi hai Tumhari Kiasey Bichhar k hum Se…


Guzar Rahi hai Tumhari Kiasey Bichhar k hum Se…
Rula k Hum ko…

Haqeeqton ko Zarur Likhna…
Anaa ki Khatir Chhupa na Dena…

Bichhar Rahey ho to Lauh E DiL se Mujhe…


Bichhar Rahey ho to Lauh E DiL se Mujhe…

Kuch Ess trah se Mitana k..
Kamaal Kar dena…

Magar Tauba Tumhari Ankhein…


Kuch bhi ho Main to Ilzaam Tumhein he Doon Ga…

Tum Ma’soom Bohat ho…
Magar Tauba Tumhari Ankhein…

Wo Mujhey Bhool He Gya Ho ga…


Wo Mujhey Bhool He Gya Ho ga…

Itni Muddat Koi Khafa to Nahi Rehta…

Murawwat he Sahi par Ek baat to batao…


Murawwat he Sahi par Ek baat to batao…

Waqai Masroof Ho ya 

Phir Bhulana Chahty Ho..

Abar Aya… Gha’ta Chhai… Elaahi wo bhi aa Jayen…


Abar Aya…
Gha’ta Chhai…
Elaahi wo bhi aa Jayen…

Idhar Barish ki Rim Jhim ho…
Udhar Pa’azaib ki Chham Chham..

Aey DiL, Qasam Se Koi Nahi…


Aey DiL,
Qasam Se
Koi Nahi…
Koi Nai…
Koi Nai…

Darwaza Faqat Taiz Hawa Se..
Khula hai….

Teri Baton me Zikar Uska…


Teri Baton me Zikar Uska…
Meri Baton me Zikar Tera…

Ajab ISHQ hai Sahib…

Na Tu Mera…
Na Wo Tera…

Wo Bhi Na Mil Saka,,


Wo Bhi Na Mil Saka,,
Or
Umar Bhi Guzar Gai…

Uss Se to Khair Ishq tha,,,
Khud Se Barrey Gilay Rahey…

Wo Bachpan Ki Eideein Bhi Kamaal Theen Waisey…!!


DiL ka Rog tha…
Na Yaadein Theen…
Na he Yeh Hijar…!!

Wo Bachpan Ki Eideein Bhi Kamaal Theen Waisey…!!

Monday 10 September 2012

Aaj Phir SOnay Laga to Tum Yaad Aaye…


Aaj Phir SOnay Laga to Tum Yaad Aaye…

“DOST”

Najaney Tum Meri Neend ho

Ya

DiL Ki Dharkan...!!

Meri Aadat nahi Badli...


Us Ki Ba’nhon mein Sonay ka Abhi tak Shoq hai Mujh Ko…

Mohabbat mein Ujjar kar bhi

Meri Aadat nahi Badli.....

Main he Wafa-Shikkan tha,


Main he Wafa-Shikkan tha,
Chalo Main he Bewafa…!!

Tum to Wafa Shanaas Thay,
Tum Q Badal Gay__

Bohat Yaad Aa Rahi hai Unn Ki…


Bohat Yaad Aa Rahi hai Unn Ki…
Koi Soch nahi Sakta…

Dil to Karta hai Us k Pass Chala Jaoon,
Taufan Ki Tarah...

Yeh Mera Ishq tha k Deewangi ki Inteha…

Yeh Mera Ishq tha k Deewangi ki Inteha…

“”WASI””

Teray Qareeb se Guzar Gya..
Teray he Khyalon Mein...

Bullha ki Janey Main Kaun..............!!!




نہ میں مومن وچ مسیت آں


نہ میں وچ کفر دی ریت آں


نہ میں پاکاں وچ پلیت آں


نہ میں موسی نہ فرعون




بلھا کیہ جاناں میں کون


نہ میں اندر بید کتاباں

نہ وچ بھنگاں،نہ شراباں

نہ وچ رنداں مست خراباں

نہ وچ جاگن ، نہ سون


بلھا کیہ جاناں میں کون


نہ وچ شادی نہ غمناکی

نہ میں وچ پلیتی پاکی

نہ میں آبی نہ میں خاکی

نہ میں آتش نہ میں پَون


بلھا کیہ جاناں میں کون


نہ میں عربی ، نہ لاہوری

نہ میں ہندی شہر نگوری

نہ ہندو نہ ترک پشوری

نہ میں رہندا وچ ندون

بلھا کیہ جاناں میں کون



نہ میں بھیت مذہب دا پایا

نہ میں آدم حوا جایا

نہ میں اپنا نام دھرایا

نہ وچ بیٹھن ، نہ وچ بھون


بلھا کیہ جاناں میں کون


اول آخر آپ نوں جاناں

نہ کوئی دوجا ہور پچھاناں

میتھوں ہور نہ کوئی سیانا

اوہ کھڑا ہے کون ! بُلھا


بلھا کیہ جاناں میں کو
ن










Na maen momin vich maseet aan
Na maen vich kufar diyan reet aan
Na maen paakaan vich paleet aan
Na maen moosa na pharaun.

Bulleh! ki jaana maen kaun

Na maen andar ved kitaab aan,
Na vich bhangaan na sharaab aan
Na vich rindaan masat kharaab aan
Na vich jaagan na vich saun.

Bulleh! ki jaana maen kaun.

Na vich shaadi na ghamnaaki
Na maen vich paleeti paaki
Na maen aabi na maen khaki
Na maen aatish na maen paun

Bulleh!, ki jaana maen kaun

Na maen arabi na lahori
Na maen hindi shehar nagauri
Na hindu na turak peshawri
Na maen rehnda vich nadaun

Bulla, ki jaana maen kaun

Na maen bheth mazhab da paaya
Ne maen aadam havva jaaya
Na maen apna naam dharaaya
Na vich baitthan na vich bhaun

Bulleh , ki jaana maen kaun

Avval aakhir aap nu jaana
Na koi dooja hor pehchaana
Maethon hor na koi siyaana
Bulla! ooh khadda hai kaun

Bulla, ki jaana maen kaun



Saturday 8 September 2012

Dastoor-E-Zindagi Samjho Ya Usool-E-Dosti..


Dastoor-E-Zindagi Samjho Ya Usool-E-Dosti..

Tum Bhut Badal Rahy Ho 

Jab Hum Badly Tu Bewafa Na Kehna !! 

Thursday 6 September 2012

Mohabat phir mohabat hai...


Mohabat phir mohabat hai...
Kabhi dil se nhi jaati,

Hazaron rang hain is k,
Ajab hi dhang hain is k,

Kabhi sehra, kabhi darya,
Kabhi jugnu, kabhi aansu,

Hazaron roop rakhti hai,
Badan jhulsa k jo rakh day,

Kabhi wo dhoop rakhti hai,
Kabhi ban ker ye ek jugnu,

Shab-e-gham k andheron mein,
Dilon ko aas deti hai,

Kabih manzil kinaarey per,
Piyasa maar deti hai,

Azziyat hi azziyat hai,
Magar ye bhi haqiqat hai,

Mohabat phir mohabat hai,
Kabhi dil se nhi jaati....

Mohabat phir mohabat hai...


Mohabat phir mohabat hai...
Kabhi dil se nhi jaati,

Hazaron rang hain is k,
Ajab hi dhang hain is k,

Kabhi sehra, kabhi darya,
Kabhi jugnu, kabhi aansu,

Hazaron roop rakhti hai,
Badan jhulsa k jo rakh day,

Kabhi wo dhoop rakhti hai,
Kabhi ban ker ye ek jugnu,

Shab-e-gham k andheron mein,
Dilon ko aas deti hai,

Kabih manzil kinaarey per,
Piyasa maar deti hai,

Azziyat hi azziyat hai,
Magar ye bhi haqiqat hai,

Mohabat phir mohabat hai,
Kabhi dil se nhi jaati....

Barey dino se hai be khabar Wo,


Barey dino se hai be khabar Wo,

Jo mery pal pal se Bakhabr tha,

Kabhi me toota to jorta tha,

Wo mery qadmo pe dorta tha,

Main rooth jata Manata Mujhko,

Tarha trha se hansata mujh ko,

Kabhi bicharny ki baat hoti,

To Saadh leta tha Chup hamesha,

Wo jo akela chala nahi tha,

Kabi jo gham se dara nhi tha,

Kahan gya wo?
Kidhr gya Wo?

Wo shahks to bara ba-hunr tha,

Barey dino se hai bekhabr wo!!

Jo meray pal pal se ba-khabar tha,,.

Monday 3 September 2012

Main Jism O Rooh se Terey Jurra Hua Hoon Abhi......


Main Jism O Rooh se Terey Jurra Hua Hoon Abhi......

Main Jald Sans bhi Loon Ga....

Tery Sarapey Mein.....

Kisi k Dard E Mohabbat ne Umar Bhar K liye.....


Kisi k Dard E Mohabbat ne Umar Bhar K liye.....

Khuda se Maang Liya Intekhab kar k Mujhe....

Ek Zara Gardish E Hallat Ney Aa Ghera hai.....


Ek Zara Gardish E Hallat Ney Aa Ghera hai.....

Hum Behr Haal Tumhary Hain.........
Tumhein yaad Rahey......

Na Rakh Mery Chahney Walon Ko Itna Masrooof....


Na Rakh Mery Chahney Walon Ko Itna Masrooof....

"Aey Khuda"

Aisa na HO k Meri Jaan Nikal Jaye...
Or Unhein Khabar tak na Ho.....

Tarteeb E Sitam ka b Saleeqa tha usay.......


Tarteeb E Sitam ka b Saleeqa tha usay.......

Phely Pagal Kiya.....

Aur Phir Mujhe  Pathar Marey...

Mera Tamasha Bana Dia.....


Taqdeer Ne....
Falak Ne...
Mohabbat Ne...
Ishq Ne...

Jis ne Bhi Chaha....
Mera Tamasha Bana Dia.....

Zara c Bat pe Aksar


Zara c Bat pe Aksar

Ye keh jana Khafa ho kar
Jiyen Ge ab Juda HO kar...

Na koi Rabta ho ga
Na koi Wasta ho ga...

Meri Awaz bhi tum tak
kabhi shayed he Pohanchy gi...

kabhi ye sochna bhi mat
ke Tum Bin jee nahi Paoon gi...

Main Apni Zindagi phir se Tumhary Bin Bitaoon Gi...

Main Sun kar Uski Sab Batein...

Fakt itna he kehta hoon

Khafa Hoona Mana Lena
Ye Sadiyon ki Riwayet hai...
Mohabbat ki Elamat hai...

Gilley Shikway Karo Mujhse
Tumhein "Jana" Ijazat hai...

Magar Ek Bat Meri bhi Zara Ye Yaad Rakhna Tum...

Zara c Bat  Hatho'n se Daman
Kabhi Chhorra nahi Kartey....

Ta'ulaq Rooth janey Par kabhi Toota Nahi krty...

Ke Mere Rabb ki hain Mujh pe Enayatein kya kya !!!


Chalak Chalak Gaii'n Aankhen yeh Soch kar Aksar

Ke Mere Rabb ki hain Mujh pe Enayatein kya kya !!!

ISHQ.....


Kahin ISHQ ki Dekhi Ibteda...
Kahin ISHQ ki Dekhi Inteha...

Kahin ISHQ Sooli pe Charh gya...
Kahin ISHQ ka Nezy pe Sar gya...

Kahin ISHQ Sajdey me Gir gya...
Kahin ISHQ Sajdey se Phir gya...

Kahin ISHQ Dars E Wafa bana...
Kahin ISHQ Husan E Ada bana...

Kahin ISHQ ne Saanp se Daswa diya...
Kahin ISHQ ne Namaz ko Qa'za kia...

Kahin ISHQ Saif E Khuda bana...
Kahin ISHQ Sher E Khuda bana...

Kahin ISHQ Toor pe Deedar hai...
Kahin ISHQ Zibah ko Tayyar hai...

Kahin ISHQ ne Behka diya...
Kahin ISHQ ne Shah E Misar bana diya...

Kahin ISHQ Ankhon ka Noor hai...
Kahin ISHQ Koh E Toor hai...

Kahin ISHQ Tu he Tu hua...
Kahin ISHQ "ALLAH HOO" hua...

Aaj phir main hoon, Meri Jagti Raatein hain, KHUDA hai....


Aaj phir main hoon,
Meri Jagti Raatein hain,
KHUDA hai....

Aur phir Toot k Bikhrey huey Patton ki Sadaa hai...

Chalta hoon Dabay Paon,
Koi Jaag na Jaye...
Ghanghoor Andheron ne Barra Chain Diya hai...

Le Dooba Faqat Husan he YOUSAF ko Wagarna ??
Bazaar me Kabhi Aa k Peghambar bhi Bika hai ??

Aankhein teri Bakhshish ki tarf Dekh rahi hain,

MOHSIN !!
Terey Darbaar mein Chup Chaap Kharra hai...

kuchh pahale in aankhon aage kyaa kyaa na nazaaraa guzare thaa


kuchh pahale in aankhon aage kyaa kyaa na nazaaraa guzare thaa
kyaa raushan ho jaatii thii galii jab yaar hamaaraa guzare thaa

the kitane achchhe log ki jinako apane Gam se fursat thii
sab puuchhen the ahavaal jo koii dard kaa maaraa guzare thaa

ab ke to Khizaan aisii Thaharii vo saare zamaane bhuul gaye
jab mausam-e-gul har phere mein aa aa ke dubaaraa guzare thaa

thii yaaron kii bahutaat to ham aGayaar se bhii bezaar na the
jab mil baiThe to dushman kaa bhii saath gavaaraa guzare thaa

ab to haath sujhaaii na deve lekin ab se pahale to
aankh uThate hii ek nazar mein aalam saaraa guzare thaa