Sunday 12 August 2012

TUM BIN JIYA JAYE KAISY...

Tum bin kya hai jeena kya hai jeena
Tum bin kya hai jeena 

Tum bin jiya jaaye

 kaise kaise jiya jaaye tum bin 

Sadiyon si lambi hai raaten sadiyon se lambe huv din

Aaa jao laut kar tum yeh dil keh raha hai

Phir shaame tanhaye jaagi phir yaad tum aa rahe ho
Phir jaan nikal ne lagi hai phir mujhko tadpa rahe ho

Phir mujhko tadpa rahe ho 
Is dil mein yaadon ke mele hai

Tum bin bahut hum akele hai
Aaa jao laut kar tum yeh dil keh raha hai
Aaa jao laut kar tum yeh dil keh raha hai

Kya kya na soocha tha maine
Kya kya na sapne sajaye

Kya kya na chaaha tha dil ne
Kya kya na armaan jagaaye

Kya kya na armaan jagaaye
Is dil se toofan guzarte hai
Tum bin to jeete na marte hai

Aaa jao laut kar tum yeh dil keh raha hai
Aaa jao laut kar tum yeh dil keh raha hai

Tum bin jiya jaaye kaise kaise jiya jaaye tum bin
Sadiyon si lambi hai raaten sadiyon se lambe huv din

Aaa jao laut kar tum yeh dil keh raha hai 
Aaa jao laut kar tum yeh dil keh raha hai 

No comments:

Post a Comment